#Justice_for_Vikram_Poddar(Dead)
#Santosh_Thakur(Dead).
If this is true then Bihar Police and Cheif minister Nitish Kumar should be ashamed of this.
#Salute_Kisan Tum ho to hum hai
China me navjaat shishu khane ke liye apko dene honge karib $5,000
#Bihar
Ye kahani bihar ki hai. Aisi sthiti kai shehero me ho rahi hai
Andhrapradesh ki mahila ne police ka dil jita
Is nepali ne godi media ki watt hi laga di
#Godi_Media
Zamati ke naam par jhuthi list banayi. Sach dekhe
Jin muhallo me kabhi shanti hua krti thi aaj bjp ke dar se kuch hindu bhai chahte hue bhi muslimo ki madad nai kar rhe. Media aur bjp samaj me darar paida kar rahi hai.
Seriously yaar, kya ho raha hai? Had hai! Hamare leaders itne jyada nikkame hai. Aaj is tarah ka manjar har jagah hai. Desh me aisa lgta hai corona se pahle bhukh se lakhon log jaldi hi mar jayenge aur lakhon log barbaad hojayenge. Kai log suicide kar rahe hai, kai logo ne apno ko kho diya. Kai nirdosh maa apne bache ko ek waqt ka khana khilane me asamarth hai. Ye ministers ko sharm bhi nai a rahi. Halaat thik karna muskil hai par namumkin nahi. Paise se jyada jaruri sabki zindgi hai. Yahan lakhon zindgi ek sath hafte bhar me daw par lag chuki hai. Ye ministers agar ek baar apna kala dhan bhi nikal kar bs ek baar in garibo par taras kha kar kharch de aise halat me to kai log bach jayenge, ye maa ye bache ye budhe ye jawan kam se kam bhukhe to nai marenge. Jaan bachane ke badle me public bhi maaf kar degi. Ek baar ke liye politics bhul kar insaaniyat dikha skta hai kya har minister? Ek baar trp bhul kar sachai dikha skta hai kya har media? Ankho ke samne ek bache ne dam tor diya. Aur desh bhar se hazaro tasvire samne a rahi hai aisi bewasi ki. Sabke ankho me ansu hai aur inke ankho me sharm tak nai. God bless such ministers and media with the worst life and death.
Desh ke adhiktam log ye chahte hai, bas ek godi media hai jo rah rah kar aag lagatr rahti hai.
#Gujarat_Surat : More than 500 migrant workers gathered in SuratтАЩs Varachha area demanding that they be allowed to return their home. They are migrants employed in textiles embroidery units in Surat.
#Corona #Lockdown
#Andhbhakt
Best andhbhakt award jitne wala speech ЁЯШВЁЯШВЁЯШВЁЯШВ