Farooq al hashmi

Farooq al hashmi al hashmi pan mahil. com

🌹🥀⚘👌🕊🕊🕊👍🌴   Yome Shahadat  🌴🕊🕊🕊⚘🥀🌹
15/09/2023

🌹🥀⚘👌🕊🕊🕊👍🌴 Yome Shahadat 🌴🕊🕊🕊⚘🥀🌹

21/02/2023
Khwaja Garib Nawaz Sayyed Moeen-ud-deen Hasan ChishtiAlqaab :‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾Khwaaja Ghareeb Nawaaz, Mehboob-e-Haq, Ata-e-Ras...
30/01/2023

Khwaja Garib Nawaz Sayyed Moeen-ud-deen Hasan Chishti
Alqaab :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
Khwaaja Ghareeb Nawaaz, Mehboob-e-Haq, Ata-e-Rasool, Naa'ib-e-Rasool-fil-Hind, Qutb-ul-Mashaa'ikh e Bahr o bar, Sultaan-ul-Hind, Hind-al-Wali, Khwaaja e Khwaajgaan, Aaftab e Chishtiya, Daleel-ul-Aarifeen.

********************
Aap ki wilaadat Sajistan (Iran) me 536 Hijri (1141 A.D.) me hui.

Aap ke waalid ka naam Hazrat Khwaja Sayyed Ghayaṡ-ud-deen bin Ahmad Hasan rahmatullāhi alaihi hai (Jo Husaini saadaat hain) aur waalida ka naam Hazrat Bibi Ummal wara Maahe Noor binte Hazrat Sayyed Daawūd rahmatullāhi alaihi hai (Jo Hasani saadaat hain).

Aap ki waalida maajida farmaati hain ke “Jab mere bete mere shikam me the tab mere pet se zikre ilāhi ki aawaaz sunai deti thi aur jab mere bete Moeen-ud-deen Hasan ki wilaadat hui to aisa Noor zaahir hua ke mera ghar hi nahi pura mohalla Roshan o munawwar ho gaya.”

*****************
Aap ki umr 2 saal ki thi tab Sajistan par Taataari ke baar baar hamle ki wajah se Aap ke waalidain Sajistan chhodkar Sanjar aa gaye.

8 saal ki umr me aap ke waalid ka inteqaal hua aur 16 saal ki aap ki waalida ka inteqaal hua.

********************
Aap aam bacho ki tarah kabhi khel kood me shareek nahi hue. Bachpan se hi aap Hum-dardi, Sakhaawat aur Husn e aklaaq ka muzaahira karte rahe.

Ek baar Eid ke din aap Eidgaah ki taraf ja rahe the. Raaste me aap ne andhe bache ko phate puraane kapde me dekha. Aap ne apne paas jo ache kapde the wo use pehna diya aur khud ghar jaakar dusre kapde pehne aur us bache ko apne saath eidgaah lekar gaye.

Hazrate Sayyeda Faatima Zahra RadiAllāhu ta’ala anha
Hazrat Shaikh Sayyed Mohiy-ud-deen Abdul Qaadir Jilani
Hazrat Shams-ud-deen Abul Fazl Sayyed Shaah Aale Ahmad Barkaati

Khwaja Garib Nawaz Taleem

Aap ne Khurasan me ta’aleem haasil ki.
9 saal ki umr me Aap Haafiz e Qur’an hue.

544 Hijri me Ek baar Aap apne phalo ke bagheeche me kaam kar rahe the,
tab Hazrat Ibrāheem Qandoozi naam ke ek durwesh waha aae aur baithe. Aap ne un ko apne bageeche me se angoor ka guchha paish kiya aur Unho ne use khaaya aur mehmaan nawaazi se khush hokar apne thaile me kuchh nikala aur use chabakar Khwaja ko khaane ke liye diya. Aap ne khushi ke saath..

29/12/2022

Bashak subhan Allah subhan Allah subhan Allah Alhamdulillah JAZAKALLAHHU KHAIR

Address

Peer Ene Peer Chowk Upper Bazar Sangareddy
Sangareddy
502001

Telephone

+918019571775

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Farooq al hashmi posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Farooq al hashmi:

Videos

Share

Category


Other Publishers in Sangareddy

Show All

You may also like