🌹اسلام عليكم ورحمة وبركاته 🌹
بِسْـــــــــــــــــــــــمِ اللّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْم
Bismillahirrahmanirraheem
🌷 Mafhum e Hadith: Jab tak Banda Durud padhta hai Farishtein Uske liye rahamt ki duayein Karte rahte hai
🌸🌸🌸🌸🌸
إِنَّ اللَّهَ وَمَلَائِكَتَهُ يُصَلُّونَ عَلَى النَّبِيِّ ۚ يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا صَلُّوا عَلَيْهِ وَسَلِّمُوا تَسْلِيمًا
🌷 Al Quran : Beshak Allah subhanahu aur uske farishte Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam par durud bhejte hain, Eh imaan walo tum bhi un par durud aur salam bheja karo.
Al Quran, Surah Al-Ahzab (33), Aayah 56
🌷:Amir bin Rabia Radi Allahu Anhu se riwayat hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab koi mujh par durud bhejta hai to farishte us waqt tak uske liye rahmat ki duayein karte rahte hain jab tak wo mujh par durud padhta rahta hai , ab bande ki marzi Hain ke wo kam padhe ya zyada.
Masnad Ahmed Hadees # 5715-Sahih
🌷Allahumma Salli Ala Muhammed Wa Aali Muhammed🌷
--------------
القرآن:بیشک اللہ اور ا س کے فرشتے نبیِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم پر درود بھیجتے رہتے ہیں ، اے ایمان والو! تم ( بھی ) اُن پر درود اور سلام بھیجا کرو
سورة الا حزاب(۳۳) آیت ٥٦
عامر بن ربیعہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا جب کوئی مجھ پر درود بھیجتا ہے تو فرشتے اس وقت تک اس کے لیے رحمت کی دعائے کرتے رہتے ہیں جب تک وہ مجھ پر درود پڑھتارہتا ہے اب بندے کی مرضی ہے کہ وہ کم پڑھے یا زیادہ۔
مسند احمد ۵۷۱۵ صحیح
اللَّهُمَّ صل على مُحمد و على آل محمد
🌸🌸🌸🌸🌸
🌷 अल कुरान : बेशक अल्लाह सुब
#اسلام_____________علیکم 🌹 🌹
﷽.♥🌹
مُحَمَّدُﷺ🌹♥
🌹Jaise San's Jaruri Hai Zindagi K liye
Waise "Darood "Jaruri Hai Bandagi K liye 🌹مُحَمَّدُﷺ♥🌹
♥♥🌹🌹🌹مُحَمَّدُﷺ ـ🌹🌹🌹♥♥
اسلام عليكم ورحمة الله وبركاته
🌹آسلَامً عٌلَيَکْمً وٌرحًمًةّ آلَلَهّ وٌبًرکْآتٌهّ🌹
♥ اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَّمَّد ﷺ♥
اسلام عليكم ورحمة الله وبركاته
Bismillahirrahmanirrahim
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo ye kalima 10 baar padhe usko itna sawab hoga jaise Hazrat ismaeel Aaihi salam ki aulad mein se 4 shakhson ko aazad karwaya
Sahih Muslim -6844
Bismillahirrahmanirrahim
الْحَمْدُ لِلَّه
Alhumdulillah
--------
Tamam tarife Allah ke liye hain
Bismillahirrahmanirrahim
Har haal mein Alhamdulillah
-------
1. RasoolAllah ﷺ ne farmaya jo koi dil se
الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِين
Alhamdulillahi Rabbil Aalamin kahega (yani zuban ke saath dil se bhi iska yakeen ho ki Tamam tarife Allah ke liye hain aur wahi sare jahan ka palne wala hai) to uske liye 30 nekiya likhi jayegi aur 30 gunah mita diye jayenge
Masnad Ahmed, 7813-Sahih
---------
2. Alhumdulillah الْحَمْدُ لِلَّهِ kahne se meezan bhar jata hai
الْحَمْدُ لِلَّه
Alhumdulillah
--------
Tamam tarife Allah ke liye hain
Sunan ibn Majah, Vol 1, 280-Sahih
---------
3. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab koi aisee cheez ya aisa kaam dekhte jo aap ko pasand na ho to farmate
اَلْحَمْدُ لِلهِ عَلَى كُلِّ حَالٍ
Al-Hamdu Lillah Ala Kulli Haal
Har haal mein Allah subhanahu ka shukr hai
Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih
__________________________________
اَسَّلَامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُاللّٰهِ وَبَركَاتُ
Bismillahirahmanirraheem