
25/02/2024
Agar koi cat gumsum betha hai, kuch kha pi nehi raha hai, vomit kar Raha hai, toh usse FPL virus ho sakta hai. Aur 3/4 days ke baad uska death hojayega. Toh Usko other cats se dur rakhe. Jo healthy cats hain agar woh infected cat ke sangat me ayenge toh unko bhi ushi virus se death ho sakta hai.