Boycott indian news channals

Boycott indian news channals sabsa pahala news channels dekhna band kara aur hamara iss muhim ko jyada jyada janta tak failaya . goonj editor : shiv kumar singh

Hi friends yah ek goonj news ka page hai .isko bannana ka picha maksad logo ko aware karna hai aaj bharat ka media kandra sarkar ka gulam ban gaya hai .uss media ko agar sahi disha dikhana hai to tv channal ka media ko boycott karna hoga. namaskar dosto mara naam shiv kumar singh hai.mai khud ek media sa juda chartra ka vyakti hu kai shansthano mai kaam kiya hu .patrakarita ka itihaas to bharat ma

i azadi sa pahala sa raha hai aur azadi ka pahala ki ladai mai patrakarita na bharat ko azadi dilana mai bahut mahatavapuran role ada kiya tha .sahi mayanaya mai chotha stambh patrakarita uss samay tha.hum azad hua uska baad bhi patrakar apna mulya na bhula aur farj kafi hadh tak nibhata raha . uska baad 90's ka daur prarambh hua jaha patrakarita mai ek professionalism ka samay start ho gya.pahala ka samay tv jagat mai kawal doordarshan hua karta tha to kai niji companies aa gyi aur dheera patrakar ka mulya bhi grina laga virgin news channel start hua aur apna fayada ka haisab sa apni vichadhara ka anusara partiyo ko samarthak karna laga.vaha tak bhi thik tha. magar 2012 la baad samay aur bhi badala 2014 mai khoonisarkar kendra ki satta mai aa gyi unhona news channels ka saara paimana hi badal dala modi government aaj ek do channels ko chodakar sara channels ko kharid liya hai aur apna haisab sa news channels ko chala raha hai jaha kawal ek dusra ka prati nafarat falai ja rahi agar koi patrakar sahi khabar dikhana chaha to ussa nikal diya jata hai khabar ka naam par hindu musselman ka alava inka paas koi khabar nhi hai editor's ko script di jata hai ki kya bolna hai aur kitna bolna hai .dosto bharat yah ek fassivadi sarkar hai .jo dash ko barbad kar dana chahti hai aur media usma mahatavpurna role ada kar raha .hamara masked sara news channels ko aur sari political parties ko yah batana aaj bhi takat janta ka paas hi hai .hamara support kara aur news channels aur political parties ko boycott kara . hamara ek page aur bhi bannana ja raha hai boycott political parties and politicians.

Address

Bhilai
490006

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Boycott indian news channals posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Boycott indian news channals:

Share


Other Media/News Companies in Bhilai

Show All