28/01/2025
Italy Admission 2025/26 Open Without IELTS – Fully Funded Scholarships with €8000 Stipend!
Agar aap Italy 🇮🇹 mein 2025/26 ke liye higher education ka plan kar rahe hain, toh yeh aapke liye ek shandar mauqa hai! Ab bina IELTS ke Italy ki top universities mein Fully Funded Scholarships ke zariye admission lena mumkin hai. Yeh scholarships har saal €8000 (24 lakh PKR) ka stipend provide karti hain, jo tuition fees, rehne ka kharcha aur daily expenses cover karti hai.
Italy Mein Study k Faide:
1. Fully Funded Scholarships: Tuition fees ka koi kharcha nahi aur har saal €8000 ka stipend milega.
2. Bina IELTS ke Admission: English Proficiency Certificate se admission lena asaan hai.
3. Schengen Visa: Aap 28 Schengen countries ka visa hasil karke travel aur explore kar sakte hain.
4. Affordable Living: Italy mein rehna aur parhna maqool aur student-friendly hai.
5. Work Opportunity: Italy mein Bachelor students ko 20 ghante aur Master students ko full-time kaam karne ki ijazat hai.
Eligibility Criteria:
Bachelor's Programs: Intermediate (FSc/ICS/FA ya equivalent).
Master's Programs: 4 saal ki Bachelor's ya 2+2 degree hona zaroori hai.
Minimum 60% marks required hain.
Bina IELTS ke English Proficiency Certificate chalega (jo aapki university se liya ja sakta hai).
Documents Required:
1. Valid Passport
2. Updated CV (English)
3. Recent Passport-size Photograph
4. English Proficiency Certificate
5. Previous Academic Certificates (Matric, Intermediate, Bachelor's, Master's)
6. Motivation Letter aur Recommendation Letters
Process:
1. University ka program aur scholarship search karein jo aapki field se relevant ho.
2. Online admission portal par application submit karein.
3. Admission approval ke baad scholarship apply karein.
4. Visa ke liye apply karein aur Embassy mein interview complete karein.
5. Visa approval ke baad Italy mein apna educational journey shuru karein.
Estimate Expenses (Fully Funded Scholarship):
Tuition Fees: €0 (covered by scholarship).
Stipend: €8000 per year (~24 lakh PKR).
Additional personal expenses: €300-500 monthly (jo stipend se cover ho jata hai).
Yeh aapka best chance hai apni education aur career ko next level par le jaane ka. Italy ke saath aapko Europe explore karne aur apni field mein international exposure lene ka moka milega.