16/08/2020
India Ko independence kaise Mila? Kaun se bade aandolan aur Kranti the jinki wajah se bharat Ko aazadi mili.
YouTube link :
https://youtu.be/7H3Fr5EBc28
Aazadi ki ladai 1857 se shuru hui aur isliye revolt of 1857 Ko 1st war of independence bhi kaha jata hai.
Bharat ki aazadi me kayi veero ne Apne yogdaan diye. Mahatma Gandhi ke अहिंसा ke Marg par chalte hue असहयोग आंदोलन(non co-operation movement), सविनय अवज्ञा आंदोलन( civil disobedience movement), सत्याग्रह (satyagraha), भारत छोड़ो आंदोलन (quit India movement) आदि ne Bharatiyon ko swarajya ke liye ek jut hokar ladne ke liye prerit Kiya. Shaheed Bhagat Singh , Mangal Pandey , Rajguru, Sukhdev jaise krantikari veero ne aazadi ki ladai Ko ek nayi pehchan di..
Netaji Subhash Chandra Bose aur unke Aazad Hind Fauz ki swantrata Sangram me ek bahot badi bhumika hai.. Aazad hind Fauj ke पराक्रम और प्रबल संकल्प Ko dekh kar angrez samajh Gye ki Bharatiyon pe Raj karna ab unke liye aasan nahi hoga. 2nd world war ke Baad Britishers ki haalat bahot kharab thi. Unke sainik thake hue the aur Apne ghar Jana chahte the. Wahi Bharat ke sainikon me Aazadi ki ladai ka Josh tha .. 40,000 Angrezi Sainik Bharat ke 2.5 million sainikon ke saamne tik nahi paate. Richard Attlee ne Bharat ke aazadi ke kaagazon pr sign Kia aur 15th August, 1945 ko Bharat Ko aazadi mili.
Disclaimer: Some content used in the video for the purpose of reference and education under fair copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976 , allowance is made for" fair use" for purpose such as criticism , comment, news reporting , teaching, scholarship, and research . Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise An infringing. Non-profit, educational or personal use balance in favor of fair use. The credit for copyright material goes to the respective owner.
Music credit: Crusade - CREDIT Crusade Kevin MacLeod (incompetech.com) Licensed under Creative Commons: By Attribution 3.0 License http://creativecommons.org/licenses/b..
Agar aapko video pasand aayi ho toh ise like aur share zarur kariega Thanks for watching. Jai Hind