08/03/2020
Recited By | Syed Raza Abbas Zaidi
Kalam Title | Ali Ibne Abi Talib
Poetry By | Mazhar Abidi
Composition & Arrangement | Syed Raza Abbas Zaidi
Chorus By | Munawar Ali Khan , Rajab Ali Khan , Amanat Ali Khan , Ghulam Abbas
Video | Ali Arman TNA Production
Cover Design By | Yawar Damani
Audio Recorded & Master/Mixing | ODS Studio
Album | Manqabat | 1st Manqabat 2020
Islamic Date: 13 Rajab 1441H.
Releasing Date | 10 Rajab Ul Murajab
-----------------------------------------------
New Manqabat By Syed Raza Abbas Zaidi | Special New Manqabat on the wonderful Occasion of 13 Rajab Birthday of Hazrat Imam Ali a.s
Special Gift For All Momineen
-----------------------------------------------
-----------------------------------------------
FOLLOW US ON
"Official Website"
https://www.razaabbas.com
"Follow on Facebook"
https://www.facebook.com/SyedRazaAbba...
"Subscribe Youtube Channel"
https://www.youtube.com/c/syedrazaabb...
"Follow on Instagram"
https://www.instagram.com/syedrazaabb...
"Follow on Twitter"
https://twitter.com/razaabbaszaidi
"Follow on Google Plus"
https://plus.google.com/u/0/+syedraza...
"Follow on Dailymotion"
http://www.dailymotion.com/syedrazaab...
“Follow on SoundCloud’’
https://soundcloud.com/syedrazaabbasz...
-------------------------------------------------
Nad e Ali Ka Wird Karo
https://www.youtube.com/watch?v=2Nahg...
Khowab e Azadar
https://www.youtube.com/watch?v=rLAtI...
-------------------------------------------------
Manqabat Lyrics
Haider as Haider
Haider as Haider
Lehmo Ka Lehmi Jis Ko Kaha
Nafso Ka Nafsi Jis Ko Kaha
Sar e Khana e Khuda jj Dekho Aagya
Wo Abu Talib as Ka Beta.
Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s
Haidr Ali Haider Haider Haider Haider
01. Qul Ho Allah jj Ho Ahad Allah Hus Samad Emaan Hai Sub Ka
Ake Bachy Ke Awaz Say Phir Kewn Gounja Bait Ullah
Halchal The Har Jaghan, Haider.
Yeh Kis Ke Hai Sada, Haider.
Binte Asad Nay De Yay Khabar Nai Kon Hai Yeh Anay Wala...
Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s
02. Teri Hasti Ka Edrak Kahan Hota Hai Khutboun Say
Teri Zaat Wo Zaat Nahe Jo Aqal Main Aye Lafzoun Say
Tujhy Koi Na Samjha, Haider
Juz Zaat e Mustafa, Haider
Tera Naam Jab Leya, Dil Nay Yay Kaha, Hamad Hai Ya Zikr e Mola as.
Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s
03. Har Shay Say Rab Nay Teri Wilayat Ka Iqrar Leya Tha
Wo Shay Tasleem Nahi Rab Ko Jis Nay Inkar Kia
Tera Rab sy Rabta, Haider
Hai Ajeeb Falsafa, Haider
Tera Ishq Jab Mila, Raaz Yay Khula,Hai Willayat Ka Ake Darja
Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s
Haidr Ali Haider Haider Haider Haider
Ak Roz Ak Shab e Zulf e Daraz Nay
Hum Say Kaha Kay Kab Yay Sukhanwar Ke bBaat Hai
Ata Nahi Hai Zikr e Rasool e khuda s.a.w.w Tumhain
Bus Fatima s.a Ka Zikr Hai Haider a.s Ke Baat Hai
Main Nay Kaha Kay Zikr e Rasool e Khuda s.a.w.w. Kroun
Kehnay Laga Kay Han Yay Hai Johar Ke Baat Hai
Main Nay Kia Jo Dawat e Awal Ka Tazkira
Bolay Hatao Is Main Tu Haider Ke Baat Hai
Main Nay Sunaya Aya e Tatheer Ka Nazool
Bolay Yay Ghar Main Rehny Do Yay Ghar Ke Baat Hai
Main Nay Nabi s.a.w.w Kay Buth Shikani Ka Kia Bayan
Kehny lagay Kay Dukhti howi Rag Na Chereyay
Paye Ali o Dosh e Payamber s.a.w.w Ke Baat Hai
Main Nay Sunaya Jab Shab e Hijrat Ka Waqiya
Bolay Kay Yay Rasool s.a.w.w Kay Bister Ke Baat Hai
Main Nay Nabi s.a.w.w.kay Akhiri Hajj Ka Kia Bayan
Bolay Kay Yay Ghadeer Kay Mimber Ke Baat Hai
Main Nay Kaha Kay Zikr e Nabi s.w.a.a. Kis Tarhan Kron
Ahmed a.s Ke Baat Baat Main Haider Ke Baat Hai
04. Mairaj Ke Shab Pohnchy To Muhummad Ny Yay Manzar Dekha
Jany Yay Kis Ka Hath Hijaab e Akber Say Aya
Dil Ko Guman Tha, Haider
Yay Hath Hai Tera, Haider
Angostri Teri, Jab Dekhai De,Dil Muhammad a.s.w.w Ka Yay Bola
Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s
05. Teri Jaye Wiladat Kay Chakkar Kato To Hajj Hota Hai
Jis Dil Main To Rehta Hai Wo Dil Misl e Kabaa Hai
Hai La Makkan Khuda Haider
Kaaba Hai Ghar Tera Haider
Kahay Koi To Bashar Kis Ka Hai Yay Ghar Kon Hai Kabay Main Rehta
Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s
06. Saray Abdal O Qalandar r.a Hain Tery He Dar Kay Nokar
Dewano ko Danai Ata Krta Hai Tera Dar
Behlol Ke Sada Haider
Yay Wird Hai Mera Haider
Nahi Koi Dosra Bus Tery Siwa or Koi Ho Nahi Sakta
Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s
Alhamdo Lillahil Lazi Jaalana Minal Mutamasikeen Be Willayat e
Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s
07. Madhay Mola as Kay Leyay Salman r.a Ka Dil Mesum r.a Ke Zuban Ho
Har Madhat Kay Mimber Say Raza Tum Yay Elaan kro
Har Waqt Har Jaghn, Haider
Bus Zikr Ho Tera, Haider
Tera Mazhar Abidi Sari Zindagi Yay Wazeefa Parhta Rahye Ga
Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s
----------------------------------------------------------------------------
Recited By | Syed Raza Abbas Zaidi Kalam Title | Ali Ibne Abi Talib Poetry By | Mazhar Abidi Composition & Arrangement | Syed Raza Abbas Zaidi Chorus By | Mu...