25/11/2024
(DAGH DEHELVI KI SHAYRI)
raah par un ko lagā laa.e to haiñ
bātoñ meñaur khul jā.eñge do chaar
mulāqātoñ meñye bhī tum jānte ho
chand mulāqātoñ meñāzmāyā hai
tumheñ ham ne ka.ī bātoñ meñġhair
ke sar kī balā.eñ jo nahīñ leñ
zālimkyā mire qatl ko bhī jaan nahīñ
hāthoñ meñabr-e-rahmat hī barastā
nazar aayā zāhidḳhaak uḌtī kabhī
dekhī na ḳharābātoñ meñyārab us
chāñd ke TukḌe ko kahāñ se
lā.ūñraushnī jis kī ho in tāroñ bharī
rātoñ meñtumhīñ insāf se ai hazrat
nāseh kah dolutf un bātoñ meñ aatā
hai ki in bātoñ meñdau
Ḍ kar dast-e-duā saath duā ke jaatehaa.e paidā
na hue paañv mire hāthoñ meñjalva-
e-yār se jab bazm meñ ġhash aayā
haito raqīboñ ne sambhālā hai
mujhe hāthoñ meñaisī taqrīr sunī thī
na kabhī shoḳh-o-sharīrterī āñkhoñ
ke bhī fitne haiñ tirī bātoñ meñham
se inkār huā ġhair se iqrār huāfaisla
ḳhuub kiyā aap ne do bātoñ meñhaft
aflāk haiñ lekin nahīñ khultā ye
hijābkaun sā dushman-e-ushshāq
haiñ in sātoñ meñaur sunte abhī
rindoñ se janāb-e-vā.iz
chal diye aap to do-chār salāvātoñ meñ
ham ne dekhā unhīñ logoñ ko tirā dam
bharte
jin kī shohrat thī ye hargiz
nahīñ in bātoñ meñ
bheje detā hai unheñ ishq matā-e-dil-o-jāñek sarkār
luTī jaatī hai sauġhātoñ meñdil
kuchh āgāh to ho sheva-e-ayyārī
seis liye aap ham aate haiñ tirī
ghātoñ meñ
vasl kaisā vo kisī tarah
bahalte hī na the
shaam se sub.h huī
un kī mudārātoñ meñvo ga.e din jo
rahe yaad butoñ kī ai 'dāġh'raat bhar
ab to guzartī hai munājātoñ meñ