Muslim Saif

Muslim Saif This world is temporary....
so obey to ALLAH ☝️....
and say Alhamdulillah....

ALLAH ke Aakhri nabi❤️☝️❤️Greatest human in the world❤️Muhammad (sallallahu alaihi wasallam)❤️UP Police Arrest narsingha...
04/10/2024

ALLAH ke Aakhri nabi❤️☝️❤️
Greatest human in the world❤️
Muhammad (sallallahu alaihi wasallam)❤️

UP Police Arrest narsinghanand as soon as possible.

Rasoolullah ko follow karna hai(صلى الله عليه واله وسلم)
24/09/2024

Rasoolullah ko follow karna hai(صلى الله عليه واله وسلم)

Jumu'ah ka dinRasoolullah (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya : behetreen din jis par sooraj nikalta hai. Jume ka di...
20/09/2024

Jumu'ah ka din

Rasoolullah (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya : behetreen din jis par sooraj nikalta hai. Jume ka din hai. Isi din hazrat Adam (alaihissalam) paida kiye gaye aur isi din jannat mein dakhil kiye gaye aur isi din usse nikale gaye.

Sahih Muslim : hadeeth no. 1976

10/04/2024

Hadeeth - Sahih Bukhari 1899Ramadhan ka mahina aane par aasmaan ke darwaze khol diye jaate hai aur jahannam ke darwaze b...
12/03/2024

Hadeeth - Sahih Bukhari 1899
Ramadhan ka mahina aane par aasmaan ke darwaze khol diye jaate hai aur jahannam ke darwaze band kar diye jaate hai aur shaitano ko zanjeeron se jakad Diya jata hai

Aadmi mein shirk or kufr ke beech (doori mitane wala amal) namaz ka chod Dena haiHadeeth : Muslim (Int : 82)
09/01/2024

Aadmi mein shirk or kufr ke beech (doori mitane wala amal) namaz ka chod Dena hai
Hadeeth : Muslim (Int : 82)

☝️ Jume ki ahmiyat🤲Jisne Juma ke din ghusl kiya aur khub achchi tarah kiya aur jaldi aaya aur awwal waqt mein pahuncha p...
24/11/2023

☝️ Jume ki ahmiyat🤲

Jisne Juma ke din ghusl kiya aur khub achchi tarah kiya aur jaldi aaya aur awwal waqt mein pahuncha paidal chal ke aaya aur sawaar na hua imam se kareeb ho kar betha aur ghor se suna aur fizool aur bekar se bacha to uske liye har qadam par ek saal ke rozo aur qayam ke amal ka sawaab hai.
Sunan Abu Dawood : 345

Namaz e Juma ki ahmiyat....Rasoolullah (sallallahu alaihi wasallam) ne khutba Diya to irshaad farmaya:Jo shakhs insaaf k...
14/09/2023

Namaz e Juma ki ahmiyat....

Rasoolullah (sallallahu alaihi wasallam) ne khutba Diya to irshaad farmaya:

Jo shakhs insaaf karne wale ya zulm karne wale hukmaraan ki mojudgi mein meri zindagi mein ya meri wafaat ke baad jume ki namaz ko ghair aham samajhte hue ya uska inkaar karte hue jume ko chodega ALLAH kare uske bikhre hue kaam na simtain aur uske kaamo mein barkat na ho.

Suno, us shakhs ki koi namaz nahi, uski koi zakat nahi, uska koi haj nahi, uska koi roza nahi, uski koi neki nahi.

Ha agar tauba karle aur jo koi tauba karle ALLAH uski tauba qubool farma lega.

Hadith (sunnan e ibn e majah) : 1081 (full hadith)

Address


Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Muslim Saif posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to Muslim Saif:

Shortcuts

  • Address
  • Alerts
  • Contact The Business
  • Claim ownership or report listing
  • Want your business to be the top-listed Media Company?

Share